Mahabarat

Ajay-Atul

Compositor: Ajay-Atul

hain katha sangram ki
vishwa ke kalyaan ki
dharm adharm aadi anant
satya asatya kalesh kalnak
sawarth ki katha parmartha ki

shakti hain bhakti hain
janmo ki mukti hain
jeevan ka ye sampurn saar hain
yug yug se kan kan mein
shristi ke darpan mein
vedo ki vyatha apaar hai
karmo ki gaatha hai
devo ki bhasha hai
sadiyo ke itihaas ka pr

krishana ki mahima hain
geeta ki garima hain
grantho ka granth ye mahan hain
mahabharat mahabharat
mahabharat mahabharat mahabharat

©2003- 2024 lyrics.com.br · Aviso Legal · Política de Privacidade · Fale Conosco desenvolvido por Studio Sol Comunicação Digital